Saza

jab main tumhein nashat-e-muhabbat na de saka

gham me kabhi sukun-e-rifaqat na de saka


jab mere sab charag-e-tamanna hawa ke hain

jab mere sare khwab kisi bewafa ke hain


phir mujh ko chahne ka tumhein koi haq nahin

tanha karahne ka tumhein koi haq nahin


-Jaun Elia



Comments